Ads Top

Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Lyrics From Raaz

Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Lyrics | Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Raaz Song Lyrics | Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Lyrics | Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song | Raaz Movie Songs Lyrics | Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Raaz | Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Video | Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Lyric Video

Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Lyrics

Jo Bhi Kasmein Khaayi Thi Humne
Vaada Kiya Tha Jo Milke
Tune Hi Jeevan Mein Laaya Tha Mere Savera
Kya Tumhe Yaad Hai

Din Woh Bade Haseen The
Raatein Bhi Khush Naseeb Thi
Tune Hi Jeevan Mein Laaya Tha Mere Savera
Kya Tumhe Yaad Hai

Jaage Jaage Rehte The Khoye Khoye Rehte The
Karte The Pyaar Ki Baatein
Kabhi Tanhaayi Mein Kabhi Purvaayi Mein
Hoti Thi Roz Mulaakaatein

Teri In Baahon Mein Teri Panahon Mein
Maine Har Lamha Guzaara
Tere Is Chehere Ko Chand Sunhere Ko
Maine To Jigar Mein Utaara

Kitne Tere Karib Tha Main To Tera Naseeb Tha
Hoton Pe Rehta Tha Har Waqt Bas Naam Tera
Kya Tumhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai

Din Ke Ujalo Mein Khwaabon Khayalon Mein
Maine Tujhe Pal Pal Dekha
Meri Zindagani Tu Meri Kahani Tu
Tu Hai Mere Haathon Ki Rekha

Maine Tujhe Hai Chaaha To Apna Banaya To
Tu Ne Mujhe Dil Mein Basaya
Pyaar Ke Rango Se Behki Umango Se
Tune Mera Sapna Sajaya

Tere Labon Ko Chumke Baahon Mein Teri Jhoom Ke
Maine Basaya Tha Aankhon Mein Tere Basera
Kya Tumhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai

Jo Bhi Kasmein Khaayi Thi Humne
Vaada Kiya Tha Jo Milke
Tune Hi Jeevan Mein Laaya Tha Mere Savera
Kya Tumhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai

Jo Bhi Kasmein Khai Thi Song Lyrics

Movie: Raaz
Song: Jo Bhi Kasmein Khai Thi
Music: Nadeem–Shravan
Lyrics: Sameer
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik

Jo Bhi Kasmein Khai Thi Video Song

No comments:

Powered by Blogger.