Ads Top

Gulbadan Song Lyrics From Firangi

Gulbadan is a song from Hindi movie Firangi and the music composed by Jatinder Shah with song lyrics penned by Ashraf Ali, Krishna Bhardwaj. Gulbadan song was sung by Mamta Sharma.

Gulbadan Song Lyrics

Husn Ko Parde Ki
Zarurat Nahi Ae Ghalib
Kaun Hosh Mein Rehta Hai
Mujhe Dekhne Ke Baad

Zamaana Dekhe Mujhe (X3)

Aur Main Apne Aap Mein
Magan Magan Magan

Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein

Zamaana Dekhe Mujhe (X3)

Aur Main Apne Aap Mein
Magan Magan Magan

Ho Ho

Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein

Chunoti De Rahi Hai
Laali Meri Aftab Ko
Wo Chand Chhup Gaya Jo
Dekha Rukh-E-Mahtaab Ko

Gadar Mein Saath Leke
Chalun Thand Aur Agan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein

Qayamat Hoon Main Sar Se Paon Tak
Aye Haye
Qayamat Hoon
Udaaye Khwaab Aankhon Se Wohi
Aaye Haye
Main Chaahat Hoon

Khud Behkegi, Behkayegi
Meri Jaan Mujhe Marwayegi
Khud Behkegi, Behkayegi
Marwayegi, Marwayegi

Zamaana Dekhe Mujhe (X3)

Aur Main Apne Aap Mein
Magan Magan Magan

Ho Ho
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein

Gulbadan Video Song



No comments:

Powered by Blogger.