Ads Top

Socha Hai Song Lyrics From Rock On

Socha Hai Song Lyrics From Rock On

Socha Hai is a song from Hindi film Rock On and the music composed by Shankar-Ehsaan-Loy with song lyrics penned by Javed Akhtar. Socha Hai was sung by Farhan Akhtar.

Socha Hai Song Lyrics

Aasma Hai Neela Kyun, Paani Geela Geela Kyun
Gol Kyun Hai Zameen

Silk Mein Hai Narmi Kyun, Aag Mein Hai Garmi Kyun
Do Aur Do Paanch Kyun Nahi

Pedd Ho Gaye Kum Kyun, Teen Hain Ye Mausam Kyun
Chaand Do Kyun Nahi
Duniya Mein Hai Jung Kyun, Behta Laal Rang Kyun
Sarhaden Hain Kyun Har Kahin

Socha Hai… Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai… Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai… Socha Nahi To Socho Abhi…..

Behti Kyun Hai Har Nadi, Hoti Kya Hai Roshni
Barf Girti Hai Kyun
Dost Kyun Hain Roothte,Taare Kyun Hain Toot The
Baadlon Mein Bijli Hai Kyun

Socha Hai… Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai… Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai… Socha Nahi To Socho Abhi

Sannata Sunai Nahin Deta
Aur Hawayen Dikhayi Nahin Deti
Socha Hai Kya Kabhi, Hota Hai Yeh Kyun..

Aasma Hai Neela Kyun, Paani Geela Geela Kyun
Gol Kyun Hai Zameen
Silk Mein Hai Narmi Kyun, Aag Mein Hai Garmi Kyun
Do Aur Do Paanch Kyun Nahi

Pedd Ho Gaye Kum Kyun, Teen Hain Ye Mausam Kyun
Chaand Do Kyun Nahi
Duniya Mein Hai Jung Kyun, Behta Laal Rang Kyun
Sarhaden Hain Kyun Har Kahin

Socha Hai… Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai… Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai… Socha Nahi To Socho Abhi…..

Socha Hai… Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai… Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai… Socha Nahi To Socho Abhi….

Socha Hai Video SongNo comments:

Powered by Blogger.