Ads Top

Bewafa Bar Mein Lyrics

Bewafa Bar Mein Lyrics

Dokha Mila Hai Pyar Mein Aaja

Lut Gaye Share Bazar Mein Aaja

Dokha Mila Hai Pyar Mein Aaja

Lut Gaye Share Bazar Mein Aaja

Baj Gaya Takdir Ka Baja

Gum Na Kar Aaja

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein


Dokha Mila Hai Pyar Mein Aaja

Lut Gaye Share Bazar Mein Aaja

Baj Gaya Takdir Ka Baja

Gum Na Kar Aaja

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein


Lut Gayi Jo Teri Kholi

Uth Gayi Mahbuba Ki Doli

Lut Gayi Jo Teri Kholi

Uth Gayi Mahbuba Ki Doli

Aaj Jamane Ko To Bole

Gum Na Kar Aaja

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein


Mili Naukari Chham Se Aana

Nahi Mili To Gum Se Aana

Mili Naukari Chham Se Aana

Nahi Mili To Gum Se Aana

Kismat Ka Ye Khel Purana

Gum Na Kar Aaja

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein


Gharwali Se Hua Hai Jhagda

Ya Phir Gali Me Hua Hai Lafda

Gharwali Se Hua Hai Jhagda

Ya Phir Gali Me Hua Hai Lafda

Hath Pada Hai Tujhko Tagda

Gum Na Kar Aaja

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein


Bhula Ja Sab Gadbad Ghotala

Paiga Chadale Tu Patiyala

Bhula Ja Sab Gadbad Ghotala

Paiga Chadale Tu Patiyala

Khul Jayega Akal Ka Tala

Gum Na Kar Aaja

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein


Dokha Mila Hai Pyar Mein Aaja

Lut Gaye Share Bazar Mein Aaja

Dokha Mila Hai Pyar Mein Aaja

Lut Gaye Share Bazar Mein Aaja

Baj Gaya Takdir Ka Baja

Gum Na Kar Aaja

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein

Bewafa Bar Mein, Bewafa Bar Mein.

No comments:

Powered by Blogger.