Ads Top

Mitwa Lai Jaiyo Lyrics

Mitwa Lai Jaiyo Lyrics

Mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo

Mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo

Pedo Pe Chadh Gayi Chhao


Mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo

Pedon Pe Chadh Gayi Chhao

Chhadri Chhaiya Roz Bichhaike

Chhadri Chhaiya Roz Bichhaike

Baanta Kyun

Teri Dhoop Jalaaike

Mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo

Pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon

Mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo


Ambuwa Ki Dali Jhula Daaru

Tum Jo Milo To Saawan Waru

Ambuwa Ki Dali Jhula Daaru

Tum Jo Milo To Sawan Waru

Sawan Waru Mitwa


Papiha Pukare Pihu Tere Gaon

Papiha Pukare Pihu Tere Gaon

Pedo Pe Chadh Gayi Chhao

Mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo,

Pedo Pe Chadh Gayi Chhao

Mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo


Bhini Bhini Badri Utre

Ghunghat Dare Ghar Se Guzare

Bhini Bhini Badri Utre

Ghunghat Dare Ghar Se Guzare

Ghunghat Daro Mitwa

Bhigan Lage Barkha Ke Paav

Bhigan Lage Barkha Ke Paav

Pedonpe Chadh Gayi Chhao


Mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo,

Pedo Pe Chadh Gayi Chhao


Chhadri Chhaiya Roz Bichhaike

Chhadri Chhaiya Roz Bichhaike

Bant Saku Teri Dhoop Jalaike


Mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo,

Pedo Pe Chadh Gayi Chhao


Mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo,

Mitwa Lai Jaiyo, Oh.

No comments:

Powered by Blogger.