Ads Top

Sach To Yeh Hai Lyrics

Sach To Yeh Hai Lyrics

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi

Main kahin door na thaa

Main kahin door na thaa

Tumne pukaara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi

Main kahin door na thaa

Main kahin door na thaa

Tumne pukaara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi


Na baharo mein kashish hai

Na sitaro mein chamak

Na baharo mein kashish hai

Na sitaro mein chamak

Ab tere baad ab tere baad

Ab tere baad koi aur nazara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi


Ye alag baat ke apne hi paraye nikale

Ye alag baat ke apne hi paraye nikale

Kyaa karein woh kyaa karein woh

Kyaa karein woh jise jeene ka sahara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi


Moat jismo ki huaa karti hai roohi ki nahi

Moat jismo ki huaa karti hai roohi ki nahi

Ishq walo ishq walo

Ishq walo ko kabhi moat ne mara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi

Main kahin door na thaa

Main kahin door na thaa

Tumne pukaara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi

Sach to yeh hai

Ke mera saath ghawara hi nahi.

No comments:

Powered by Blogger.