Ads Top

Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Lyrics

Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Lyrics

Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai

Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai

Neend Bhi Kho Gayi,

Chain Bhi Kho Gaya Hai


Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai

Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai

Neend Bhi Kho Gayi,

Chain Bhi Kho Gaya Hai


O Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai


Meri Har Dhadkan Mein Hai Samaya,

Kyun Apano Sa Lage Paraya

Dil Nadan Hai Samajh Na Paya,

Aur Chupke Se Aaya

Meri Har Dhadkan Mein Hai Samaya,

Kyun Apano Sa Lage Paraya

Dil Nadan Hai Samajh Na Paya,

Aur Chupke Se Aaya

Bekhudi Hai Kya Khushi Hai,

Kya Nasha Hai

Bekhudi Hai Kya Khushi Hai

Kya Nasha Hai

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai

Neend Bhi Udd Gayi,

Chain Bhi Kho Gaya Hai


Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai

La La La La La La La

La La La La La La La


Dil Ki Baate Labon Pe Aaye

Kahi Sab Kuchh Hi Badal Na Jaye

Beghane Apne Ban Jaye Dil Ghabraye Hay

Dil Ki Baate Labon Pe Aaye

Kahi Sab Kuchh Hi Badal Na Jaye

Beghane Apne Ban Jaye Dil Ghabraye Hay

Kya Sama Hai, Kya Suhana Silsila Hai

Kya Sama Hai, Kya Suhana Silsila Hai

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai

Neend Bhi Ud Gayi,

Chain Bhi Kho Gaya Hai

Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai,

O Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai

Neend Bhi Kho Gayi,

Chain Bhi Kho Gaya Hai


Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai,

Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai

Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai.

No comments:

Powered by Blogger.