Ads Top

Kangana Lyrics

Bade Natkhat Hai More Kangana

Bade Natkhat Hai More Kangana

Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe

Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe

Aaye Piya More Angana

Bade Natkhat Hai More Kangana

Bade Natkhat Hai More Kangana


Pal Pal Yaad Piya Ko Karana Bhul

Gayi Main Sajana Sawarana

Pal Pal Yaad Piya Ko Karana Bhul

Gayi Main Sajana Sawarana

Preet Ke Rang Mein Rang Gayi Jab Se

Preet Ke Rang Mein Rang Mein Rang Mein

Preet Ke Rang Mein Rang Gayi

Jab Se Bhaaye Mohe Koyi Rang Na

Bade Natkhat Hai More Kangana

Bade Natkhat Hai More Kangana


Mohe Khabar Kya Iss Duniya Ki

Main Jogan Hoon Apane Piya Ki

Mohe Khabar Kya Iss Duniya Ki

Main Jogan Hoon Apane Piya Ki

Magan Rahun Main Prem Lagan

Mein Magan Rahun Main Aa Aa Aa

Magan Rahun Main Prem Lagan

Mein Koyi Kare Mujhe Tang Na

Bade Natkhat Hai More Kangana

Bade Natkhat Hai More Kangana

Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe

Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe

Aaye Piya More Angana

Bade Natkhat Hai More Kangana.

No comments:

Powered by Blogger.