Ads Top

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah Lyrics

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah Lyrics

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah

Kahan Main Kahan Ye Maqaam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah


Ye Rue Darksha Ye Zulfon Ke Saaye

Zulfon Ke Saaye

Ye Humgamaye Subaho Shaam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah

Kahan Main Kahan Ye Maqaam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah


Woh Sehma Huaa Aansuo Ka Talatum

Aansuo Ka Talatum

Woh Aabe Rawa Be Kharaam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah

Kahan Main Kahan Ye Maqaam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah


Woh Zapte Sukhan Mein Labo Ke Khamoshi

Labo Ki Khamoshi

Nazar Ka Woh Joshe Kalaam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah

Kahan Main Kahan Ye Maqaam Allah Allah

Woh Mujhse Hue Hum Kalam Allah Allah

Allah Allah…Allah Allah…Allah Allah…

Allah Allah…Allah Allah…Allah Allah…

No comments:

Powered by Blogger.