Darmiyaan Song Lyrics From Chef
Darmiyaan Song Lyrics From Chef
Darmiyaan Song Lyrics | Darmiyaan Chef Song Lyrics | Darmiyaan Lyrics | Darmiyaan Song | Chef Movie Songs Lyrics | Darmiyaan Song Chef | Darmiyaan Song Video | Darmiyaan Song Lyric Video
Darmiyaan Song Lyrics
Teri Meri Mulaqaaton MeinOh Choti Choti Unn Baaton Mein
Tham Jaata Tha Woh Pal Wahaan
Beeta Lamha Pata Bhi Na Chala
Darmiyaan…Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan
Darmiyaan…Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan
Darmiyaan…
Kabhi Meetha Kabhi Kadva Saa
O Sapna Par Woh Apna Tha
Jaane Kaise Paraya Ho Gaya
Sapna Toota Pata Bhi Na Chala
Darmiyaan…Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan
Darmiyaan…Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan
Darmiyaan…
Sunte The Ke Hai Ye Daayra
Uss Mein Tha Basa Apna Jahaan
Socha Na Tha Badal Jaayega
Tukda Tukda Sa Reh Jaayega
Toota Iss Kadar Dekho Yahan
Aisa Bikhra Sameta Na Gaya…
Darmiyaan…Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan
Darmiyaan…Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan
Darmiyaan…
Darmiyaan Song Lyrics
Movie : ChefSong : Darmiyaan
Music by : Raghu Dixit
Lyrics: Ankur Tewari
Singers: Raghu Dixit
No comments: