Ads Top

Kaise Kahoon Kya Ho Gaya Lyrics

Kaise Kahoon Kya Ho Gaya Lyrics

Kaise Kahu Kya Ho Gaya

Dil Ye Mera Kyu Khone Laga

Aankho Me Aapki Duniya Basa Ke

Mai To Deewana Aapka Ho Gaya

Kaise Kahu Kya Ho Gaya

Dil Ye Mera Kyu Khone Laga

Aankho Me Aapki Duniya Basa Ke

Mai To Deewana Aapka Ho Gaya


Sikha Tumse Hai Maine

Sapno Me Khona

Tum Ho Sapno Ki Rani Bolo Ho Na

Khawabo Me Aake Hamari

Chupke Se Humko Pukare

Teri Nigahe Ye Pyari Si Bahe

Ye Humse Ye Dhire Kahe

Jane Kyu Kho Gaya

Kaise Kahu Kya Ho Gaya

Dil Ye Mera Kyu Khone Laga

Aankho Me Aapki Duniya Basa Ke

Mai To Deewana Aapka Ho Gaya


Rate Kati Hai Maine Yado Me

Teri Apne Sapne Hai

Dekhe Aankho Me Teri

Chhup Chhup Ke Chaha Hai Tumko

Apna Banaya Hai Tumko Tum Pas

Aao To Apna Banao To

Phir Jhumkar Dil Kahe

Deewana Ho Gaya

Haye Kaise Kahu Kya Ho Gaya

Dil Ye Mera Kyu Khone Laga

Aankho Me Aapki Duniya Basa Ke

Mai To Deewana Aapka Ho Gaya


Kaise Kahu Kya Ho Gaya

Dil Ye Mera Kyu Khone Laga

Aankho Me Aapki Duniya Basa Ke

Mai To Deewana Aapka Ho Gaya

Aankho Me Aapki Duniya Basa Ke

Mai To Deewana Aapka Ho Gaya.


No comments:

Powered by Blogger.