Ads Top

Aashiq Banaya Aapne (Title) Lyrics

Aashiq Banaya Aapne (Title) Lyrics


Aashiq Banaya Aashiq Banaya

Aashiq Banaya Aapne

Aashiq Banaya Aapne

Tere Bin Suni Suni Hain Baahein

Teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein

Tere Bin Bin Asar Meri Aahein

Tere Bin Suni Suni Hain Baahein

Teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein

Tere Bin Bin Asar Meri Aahein

Tere Bin


Tere Bin Lamha Lamha Sataye

Tere Bin Bekarari Jalaaye

Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye

Tere Bin Lamha Lamha Sataye

Tere Bin Bekarari Jalaaye

Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye

Tere Bin


Meri Nigaaho Mein

Tera Chehra Rawaa Hain

Gehre Hain Armaan Jaane

Ja Paagal Samaa Hain

Meri Nigaaho Mein

Tera Chehra Rawaa Hain

Gehre Hain Armaan

Jaane Ja Paagal Samaa Hain

Apni Daayre Se Toh

Main Chutne Lagi Hu

Tere Baajuo Mein

Aake Tootne Lagi Hu

Apni Daayre Se Toh

Main Chutne Lagi Hu

Tere Baajuo Mein

Aake Tootne Lagi Hu

Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara

Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara

Tere Bin Kaun Apna Sahaara

Aashiq Banaya Aashiq Banaya

Aashiq Banaya Aapne

Aashiq Banaya Aapne


Bechainiyo Ka Faaslo

Ka Silsila Hain

Dardejigar Ka Yeh

Sabab Hamko Mila Hain

Bechainiyo Ka Faaslo

Ka Silsila Hain

Dardejigar Ka Yeh

Sabab Hamko Mila Hain

Betaabiyo Ne Hamko

Chur Kar Diya Hain

Pass Aane Pe Majboor

Kar Diya Hain

Betaabiyo Ne Hamko

Chur Kar Diya Hain

Pass Aane Pe Majboor

Kar Diya Hain

Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain

Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain

Tere Bin Duri Ghat Ti Nahi Hain

Aashiq Banaya Aashiq Banaya

Aashiq Banaya Aapne

Aashiq Banaya Aapne.

No comments:

Powered by Blogger.