Ads Top

Aawan Ankhiyan Jawan Ankhiyan Lyrics

Aawan Ankhiyan Jawan Ankhiyan Lyrics

Iss Duniya Ka Sang Na Chahu

Na Main Jhumka Kangan Na Chahu

Jaise Bhi Ho Jitna Bhi Ho

Rang Piya Ke Rangna Chahu

Rang Piya Ke Rangna Chahu


Aa Mil Aa Mil….

Aa Mil Aa Mil….

Aa Mil Aa Mil….

Aawan Ankhiyan

Jaawan Aankhiyan

Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan

Aawan Ankhiyan

Jaawan Aankhiyan

Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan

Aa Mil Aa Mil….

Aawan Ankhiyan

Jaawan Aankhiyan

Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan


Jabse Piya Ke Saath Lagi Hain

Saari Saari Raat Jagi Hain

Jabse Piya Ke Saath Lagi Hain

Saari Saari Raat Jagi Hain

Piya Ko Dhunde Piya Ko Chahe

Piya Milan Ki Dekhe Raahen

Piya Ko Dhunde Piya Ko Chahe

Piya Milan Ki Dekhe Raahen

Raahen Raahen

Jogan Ankhiyan

Jogan Ankhiyan

Dard-e-judaai Bhogan Ankhiyan

Aawan Ankhiyan

Jaawan Aankhiyan

Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan


Baanwri Mujhko Kehte Piya Ji

Gaanv Ko Jab Se Chhod Diya Ji

Baanwri Mujhko Kehte Piya Ji

Gaanv Ko Jab Se Chhod Diya Ji

Piya Milan Ki Aas Mein Nikli

Safal Jawani Mom Si Pighli

Piya Milan Ki Aas Mein Nikli

Safal Jawani Mom Si Pighli

Pighli, Pighli

Jaagan Ankhiyan

Sowan Ankhiyan

Yaad Mein Teri Rowan Ankhiyan

Aawan Ankhiyan

Jaawan Aankhiyan

Hijra Mein Tere Ankhiyan

Aa Mil Aa Mil….

Aa Mil Aa Mil….

Aa Mil Aa Mil….

Aawan Ankhiyan

Jaawan Aankhiyan

Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan

Aawan Ankhiyan

Jaawan Aankhiyan

Hijra Mein Tere Saawan Ankhiyan.

No comments:

Powered by Blogger.