Ads Top

Jaana Jaane Jaana Lyrics

Jaana Jaane Jaana Lyrics

Jaana Tere Pyaar

Mein Mera Dil Kho Gaya

Ghadi Ghadi Teri Aankhon

Ka Deewaana Ho Gaya

Jaana Tere Pyaar

Mein Mera Dil Kho Gaya

Ghadi Ghadi Teri Aankhon

Ka Deewaana Ho Gaya

Tere Dum Se Aayi Hai

Mere Ghar Mein Yeh Saba

Teri Aankhon Se Jala

Huwa Hai Mere Dil Ka Yeh Diya

O Jaana Aa Jaana

O Meri Jaane Jaana

O Jaana Aake Dekh

Yeh Mere Ishq Inteha


Mera Dil Yeh Duwa Kare

Yeh Milan Ho Sada

Tere Rang Se Saji Rahe

Mere Ghar Ki Faza

Meri Shyam Yuun Saji

Rahe Jara Khul Ke Muskura

Teri Dilkashi Ka Raaj

Kya Jara Mujhko Yeh Bata

O Jaana Aa Jaana

O Meri Jaane Jaana

O Jaana Aake Dekh

Yeh Mere Ishq Inteha


Tu Jo Saamane Aa Gayi

Mera Dil Toh Chala

Tujhe Bas Takata

Raha Kaha Hosh Raha

Tere Aaspaas Raha

Karu Mere Dil Ne Yeh Kaha

Mujhe Yeh Bata Ke Main

Kya Karu Mera Dil Bas Kho Gaya

O Jaana Aa Jaana O

Meri Jaane Jaana

O Jaana Aake Dekh Yeh

Mere Ishq Inteha

Jaana Tere Pyaar Mein

Mera Dil Kho Gaya

Ghadi Ghadi Teri Aankhon

Ka Deewaana Ho Gaya

Tere Dum Se Aayi Hai

Mere Ghar Mein Yeh Saba

Teri Aankhon Se Jala

Huwa Hai Mere Dil Ka Yeh Diya

O Jaana Aa Jaana O

Meri Jaane Jaana

O Jaana Aake Dekh

Yeh Mere Ishq Inteha

O Jaana Aa Jaana O

Meri Jaane Jaana

O Jaana Aake Dekh

Yeh Mere Ishq Inteha.

No comments:

Powered by Blogger.