Main Dabbewala Lyrics
Main Dabbewala Lyrics
Kisi Ko Mila Beta Kisi Ko Mila Bhai
Kosi Ko Mila Dost Kisi Ne Khushiya Payi
Kisi Ko Mila Beta Kisi Ko Mila Bhai
Kosi Ko Mila Dost Kisi Ne Khushiya Payi
Lekin Hum Iss Duniya Mien
Bilkul Hai Akele Apne Sare Bichhad Gaye
Chhod Ke Gham Ke Mele
Lekin Hum Iss Duniya Mien
Bilkul Hai Akele Apne Sare Bichhad Gaye
Chhod Ke Gham Ke Mele
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Har Haal Mein Muskurate Raho
Har Haal Mein Muskurate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Har Haal Mein Muskurate Raho
Har Haal Mein Muskurate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Khushiyo Bhari Iss Shyam Ko
Mil Jhul Ke Hum Roshan Kare
Khushiyo Bhari Iss Shyam Ko
Mil Jhul Ke Hum Roshan Kare
Shikwa Gila Koi Na Ho
Hans Ke Basar Jeevan Kare
Hans Ke Basar Jeevan Kare
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Har Aankh Mien Kuch Khwab Hai
Har Khwab Ki Tabeer Hai
Har Aankh Mien Kuch Khwab Hai
Har Khwab Ki Tabeer Hai
Lekin Kisi Kya Ho Khata
Ye Raaj Hi Taqdeer Hai
Ye Raaj Hi Taqdeer Hai
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Mian Bekhabar Tumse Nahi
Lekin Hai Kuch Majhburiya
Mian Bekhabar Tumse Nahi
Lekin Hai Kuch Majhburiya
Najhdikiya Ka Ye Jashn Hai
Phir Kaisi Hai Ye Duriya
Phir Kaisi Hai Ye Duriya
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Har Haal Mein Muskurate Raho
Har Haal Mein Muskurate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho
Zindagi Hai Gaana Isse Gaate Raho.Garam Garam Taaza Taaza
Le Kar Aaya Hoon
Garam Garam Taaza Taaza
Le Kar Aaya Hoon
Main Neewala Main Neewala
Baris Mein Aau Garmi Mein Aau
Sabki Bhukh Mitau
Main Dabbewala
Main Dabbewala
Hai Main Dabbewala
Har Subah Cycle Leke
Sabke Ghar Jau
Sabke Naam Ke Diba
Sabke Office Mein De Aau
Kaam Karu Chat Pat Jhat Pat
Kabhi Na Sharmau
Sewa Ko Main Pooja Samjhu
Ram Ke Gun Gau
Khana Khilau Tasalli Dilau
Sabke Naaz Uthau
Hai Main Dabbewala
Main Dabbewala
Hai Main Dabbewala
Are Bade Bade Afsar Mera
Khate Hai Khana
Anpadh Hoon Par Daftar Mein
Hai Mera Aana Jana
Bambai Ka Har Ek Chehra
Hai Jana Pehchana
Phir Bhi Sadko Par Har Koi
Lagta Hai Begana
Bidi Jalau Uljan Mitau
Iss Dil Ko Samjhau
Hai Main Dabbewala
Main Dabbewala
Are Main Dabbewala
Baro Mahine Kaam Kare Hum
Milti Nahi Chhuti
Apni Kismat Do Gaj Kapda
Chawal To Muthi
Apne Naam Ki Aati Hai
Jab Bhule Se Koi Chithi
Yaad Aati Hai Apne Desh Ki
Wo Sondi Mitti
Cycle Uthau Chopati Jau
Yaado Mein Kho Jau
Main Dabbewala
Hai Main Dabbewala
Main Dabbewala
Log Mujhe Keh Dete Hai
Chalta Firta Hotel
Apna Jeevan To Naujat
Satra Kilo Kal
Kabhi Kabhi Ho Jata Hai
Ye Tan Mann Bojhal
Muh Se Laga Lete Hai
Chhup Kar Daru Ki Botal
Chadar Bichhau Koi Geet Gau
Footpath Par So Jau
Main Dabbewala
Main Dabbewala
Main Dabbewala
Didi Tera Devar Deewana
Jab Ye Sunu Gaana
Yaado Main Meri Karta Hai
Halchal Bita Hua Wo Zamana
Bhaiya Ke Dar Se Bhabhi Ke Pichhe
Wo Mera Chhup Jana
Basti Mein Wo Hungama Karna
Goriyo Se Takrana
Aansu Chhupau Phir Muskurau
Bhagam Bhag Machau
Hai Main Dabbewala
Main Dabbewala
Main Dabbewala
Garam Garam Taaza Taaza
Le Kar Aaya Hoon
Garam Garam Taaza Taaza
Le Kar Aaya Hoon
Main Neewala Main Neewala
Baris Mein Aau Garmi Mein Aau
Sabki Bhukh Mitau
Main Dabbewala
Main Dabbewala
Main Dabbewala
Main Dabbewala
Main Dabbewala.
No comments: