Ads Top

Pyar To Hota Hai Pyar Lyrics

Pyar To Hota Hai Pyar Lyrics

Na Shahar Mein Huaa

Na Hi Ghar Mein Huaa

Pyaar To Bas Huaa

Ik Nazar Mein Huaa

Ye To Aaye Nazar Dil Ke Paar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Na Shahar Mein Huaa

Na Hi Ghar Mein Huaa

Pyaar To Bas Huaa

Ik Nazar Mein Huaa

Ye To Aaye Nazar Dil Ke Paar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar


Har Saans Mein

Ab Teri Baat Hai

Meri Zindagi Ab

Mere Saath Hai

Tu Ban Gayi

Hai Zaroorat Meri

Tere Liye Hai Mohabbat Meri

Maine Sunaa Isko Tune Sunaa

Ye Ishq Hai Dhadkanon Ki Sadaa

Dil Pe Chhaya

Hai Iskaa Khumaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar


Sun Mere Yara Yara Yaa Raa

Sun Mere Yara Yara Yaa Raa


Aisaa Kabhi Pahle

Hota Na Thaa

Meraa Chain To

Aise Khota Na Thaa

Kaise Huyi Aisi Haalat Meri

Paagal Banaati Hai Chaahat Teri

Tujhko Khabar Na

Mujhe Thaa Pataa

Is Dard Ki Na Koi Hai Davaa

Ham To Rahne Lage Beqraar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar


Na Shahar Mein Huaa

Na Hi Ghar Mein Huaa

Pyaar To Bas Huaa

Ik Nazar Mein Huaa

Ye To Aaye Nazar Dil Ke Paar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar

Pyaar To Hota Hai Pyaar.

No comments:

Powered by Blogger.