Ads Top

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon Lyrics

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon Lyrics

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon


Sitam Ujalo Ka Badh Raha Hain

Main Apne Saaye Se Darr Na Jaoon

Sitam Ujalo Ka Badh Raha Hain

Main Apne Saaye Se Darr Na Jaoon

Main Apne Saaye Se Darr Na Jaoon

Main Apne Saaye Se Darr Na Jaoon

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon


Utha Daste Junoone Khanjar

Main Apni Jaan Se Guzar Na Jaoon

Utha Daste Junoone Khanjar

Main Apni Jaan Se Guzar Na Jaoon

Sharaab Khane Gaya Hain Wayis

Main Ghar Mein Reh Loon Dar Na Jaoon

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon


Woh Bewafa Ki Gali To Kyaa Hain

Kabhi Main Uske Sheher Na Jaoon

Woh Bewafa Ki Gali To Kyaa Hain

Kabhi Main Uske Sheher Na Jaoon

Woh Chara Gar Mein Bimaare Ulfat

Ilaaz Hote Hi Mar Na Jaoon

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon


Main Ek Muddat Se Jhuta Ta Hoon

Main Pal Japakte Bikhar Na Jaoon

Main Ek Muddat Se Jhuta Ta Hoon

Main Pal Japakte Bikhar Na Jaoon

Tu Apni Aankho Ko Band Kar De

Main Aansu Bankar Ubhar Na Jaoon

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon

Samandaro Mein Utar Na Chahoon.


No comments:

Powered by Blogger.