Ads Top

Yeh Zameen Aasmaa (Title) Lyrics

Yeh Zameen Aasmaa (Title) Lyrics

Ye Zameen Aasman Apna

Ban Gaya Ye Jaha Apna

Ye Zameen Aasman Apna

Ban Gaya Ye Jaha Apna

Kya Hansi Hai Safar

Banana Brother

Kya Hansi Hai Safar

Banana Brother

Ye Zameen Aasman Apna

Ban Gaya Ye Jaha Apna


Dekhte Dekhte Hum

Kaha Aa Gaye

Sari Duniya Me Ab

Sirf Hum Chha Gaye

Dekhte Dekhte Hum

Kaha Aa Gaye

Sari Duniya Me Ab

Sirf Hum Chha Gaye

Chhayi Hai Bekhudi

Hatho Me Jam Hai

Har Taraf Har Jagha

Apna Hi Naam Hai

Mudke Dekhe Jidar

Banana Brother

Mudke Dekhe Jidar

Banana Brother

Ye Zameen Aasman Apna

Ban Gaya Ye Jaha Apna


Kis Me Kitana Hai

Dam Aazmana Bhi Hai

Chand Taro Ko Dharti

Pe Lana Bhi Hai

Kis Me Kitana Hai Dam

Aazmana Bhi Hai

Chand Taro Ko Dharti

Pe Lana Bhi Hai

Humko Banna Bhi Hai

Aur Banana Bhi Hai

Ho Is Zamane Ko Kuch

Kar Dikhna Bhi Hai

Oo O Ho Hye Lambi Apni

Dagar Banana Brother

Hye Lambi Apni Dagar

Banana Brother

Ye Zameen Aasman Apna

Ban Gaya Ye Jaha Apna

Ye Zameen Aasman Apna

Ban Gaya Ye Jaha Apna

Kya Hansi Hai Safar

Banana Brother

Kya Hansi Hai Safar

Banana Brother

Mudke Dekhe Jidar

Banana Brother

Kya Hansi Hai Safar

Banana Brother.

No comments:

Powered by Blogger.