Ads Top

Aankhon Se Khawab Lyrics

Aankhon Se Khawab Lyrics


De Re Kanha Naath Rega Ye Ye


Aankho Se Khwab Ruth Kar Ho O O

Aankho Se Khwab Ruth Kar, Palko Se Ashk Tut Kar

Aankho Se Khwab Ruth Kar, Palko Se Ashk Tut Kar

Jaane Kahan, Jaane Kahan, Jaane Kahan Bikhar Gaye

Saahil Se Mauje Phut Kar, Armaan Dil Se Chut Kar

Jaane Kahan, Jaane Kahan, Jaane Kahan, Bikhar Gaye, Bikhar Gaye


Raste Wahi Galiya Wahi,Raste Wahi Galiya Wahi

Lekin Woh Bat Abb Hai Kahan

Jisame Kabhi Thi Jindagi

Jisame Kabhi Thi Jindagi

Suna Pada Hai Abhi Woh Makan

Suna Pada Hai Abhi Woh Makan

Kuchh Lamhe Jaane Bujh Kar, Khushiya Tamam Lut Kar

Kuchh Lamhe Jaane Bujh Kar, Khushiya Tamam Lut Kar

Jaane Kahan, Jaane Kahan, Jaane Kahan,Bikhar Gaye, Bikhar Gaye


Yaado Se Rukhe Thak Ke Main, Lauti Toh Yeh Pata Chala

Pairo Mein The Chhaale Pade, Mushkil Tha Kitna Faasala

Jasbaat Mere Ubkar, Ghum Ke Bhanwar Mein Dub Kar

Jasbaat Mere Ubkar, Ghum Ke Bhanwar Mein Dub Kar

Jaane Kahan, Jaane Kahan, Jaane Kahan

Bikhar Gaye, Bikhar Gaye, Bikhar Gaye, Bikhar Gaye

Aankho Se Khwaab Ruth Kar, Palko Se Ashk Tut Kar

Aankho Se Khwaab Ruth Kar, Palko Se Ashk Tut Kar

Jaane Kahan, Jaane Kahan, Jaane Kahan, Bikhar Gaye

Saahil Se Mauje Phut Kar, Armaan Dil Se Chut Kar

Jaane Kahan, Jaane Kahan, Jaane Kahan, Bikhar Gaye, Bikhar Gaye

Ho O O Ho Ho Jaane Kahan, Jaane Kahan.


No comments:

Powered by Blogger.