Ads Top

Aaye Aasman Lyrics

Aaye Aasman

Teri Zameen Par

Kab Talak Chalega

Yeh Kab Talak

Aaye Aasman

Teri Zameen Par

Aaye Aasman

Teri Zameen Par

Kab Talak Chalega

Yeh Kab Talak

Yeh Kab Talak


Tukde Tukde Karke

Dharti Maa Ke Dil Ke

Humne Dal Diya Hai

Khud Ko Hi Mushkil Main

Yeh Siyasat Humari

Yeh Siyasat Tumhari

Kutch Khuda Ke Hai Bande

Ram Ke Kutch Pujari

Ek Hai Ek Hum Aasman Ke Liye

Naam Humne Zameen

Par Juda Kar Liye

Aaye Aasman

Teri Zameen Par

Kab Talak Chalega

Yeh Kab Talak Yeh Kab Talak


Kis Liye Kiske Liye

Hoti Yeh Jung Hai

Rab Ne To Sikhaya Tha

Ke Rehna Sang Hai

Har Taraf Nafratein Hai

Har Taraf Mushkilein Hai

Raste Hai Yeh Kaise

Kaunsi Manzilein Hai

Zindagi Maut Se

Mil Rahi Hai Gale

Haq Watan Ke Sipahi

Ada Kar Chale

Aaye Aasman

Teri Zameen Par

Kab Talak Chalega

Yeh Kab Talak

Yeh Kab Talak.


No comments:

Powered by Blogger.