Ads Top

Anjaana Lyrics


Anjaana Anjaana

Duniya Se Hoon Anjaana,

Roke Kya Mujhe Jamaana


Anjaana Anjaana Anjaana Anjaana

Duniya Se Hoon Anjaana,

Roke Kya Mujhe..


Chal Rahe Hai Angaar

Hey Ey Ey Dil Ki Dhadkan Pukaare

Dhundon Na Koi Saare

Ban Jaao Na Tum Hamaare

Rang Ja Na, Rang Ja Na

In Rangon Mein Rang Ja Na

Duniya Se Hoon


Thaame Huye Main Dagar

Ho Mushkil Hai Yeh Raahgujar

Yaadon Ke Saaaye Iss Kadar O O O

Manjil Na Koi Hamsafar

Mar Jaana Mar Jaana

Inn Raahon Pe Marr Jaana

Roke Kya Mujhe.


No comments:

Powered by Blogger.