Ads Top

Apna Kaun Paraya Kaun Lyrics

Apna Kaun Paraya Kaun Lyrics

Apna Kaun Paraya Kaun

Apna Kaun Paraya Kaun


Apno Ne Vanvaas Diya….

Apno Ne Vanvaas Diya,

Shri Ram Ko Sarju Paar

Aur Paraya Tha Jo Kevat,

Ban Gaya Haathon Ki Patwaar


Koi Man Mein Reh Ke Man Ke,

Sau Sau Tukde Kar Jaaye

Koi Man Se Door Ho Phir Bhi,

Yeh Man Sukh Se Bhar Jaaye


Aaj Hai Kyun Yeh Man Maun

Apna Kaun Paraya Kaun.

No comments:

Powered by Blogger.