Ads Top

Chandani Raat Hai Saiyan Lyrics

Chandani Raat Hai Saiyan Lyrics

Hai Yay Ya….


Hai Yay Ya….

Chaandani Raat Hai Saiyaan,

Thaam Le Thaam Le Baiyaan

Chaandani Raat Hai Saiyaan,

Thaam Le Thaam Le Baiyaan

Dard Gisi Hai Iss Dil Mein,

Lagi Hai Aag, Ai Ya Ya, Ai Ya Ya, Ai Ya Ya

Chaandani Raat Hai Saiyaan,

Thaam Le Thaam Le Baiyaan


Ai Ya Ya, Ai Ya Ya, Ai Ya Ya


Dard Ki Haad Se Guzar Jaau Main,

Aisa Vaisa Na Kuchh Kar Jaau Main

Dard Ki Haad Se Guzar Jaau Main,

Aisa Vaisa Na Kuchh Kar Jaau Main

Tere Pehlu Mein Bikhar Jaau Main,

Pyaas Ke Maare Na Mar Jaau Main

Maan Le Kehna Maan Le Kehna

Maan Le Kehna

Maan Le Kehna, Padu Main

Tere Paiyaan, Ai Ya Ya, Ai Ya Ya


Hey Aa Gaya Hai Tera Saiyaan,

Thaamlega Teri Baiyaan

Hey Aa Gaya Hai Tera Saiyaan,

Thaamlega Teri Baiyaan

Iss Kadar Chaahate Dega

Kahegi Na Tu Ai Ya Ya

Aa Gaya, Aa Gaya,

Aa Gaya Hai Tera Saiyaan,

Thaamlega Teri Baiyaan

Aa Gaya Hai Tera Saiyaan,

Thaamlega Teri Baiyaan


Hai Bechaini Mein Karar Tumen,

Aaja Aaja Aaja Tujhe Pyaar Du Main

Hai Bechaini Mein Karar Tumen,

Aaja Aaja Aaja Tujhe Pyaar Du Main

Tera Rang Roop Nihaar Du Main,

Tere Sang Raat Gujaar Du Main

Mere Jaisa Toh Mere Jaisa Toh

Mere Jaisa Toh Mere Jaisa Toh,

Aashiq Koi Nahi Ya

Haan Aa Gaya Hai Tera Saiyaan,

Thaamlega Teri Baiyaan

Haan Aa Gaya Hai Tera Saiyaan,

Thaamlega Teri Baiyaan


Dard Gisi Hai Iss Dil Mein,

Lagi Hai Aag, Hai Ya Ya, Hai Ya Ya

Chaandani Raat Hai Saiyaan,

Thaam Le Thaam Le Baiyaan

Chaandani Raat Hai Saiyaan,

Thaam Le Thaam Le Baiyaan

Chaandani Raat Hai Saiyaan,

Thaam Le Thaam Le Baiyaan

Chaandani Raat Hai Saiyaan,

Thaam Le Thaam Le Baiyaan.

No comments:

Powered by Blogger.