Ads Top

Ek Baar Jaana America Lyrics

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab

Kaam Bhi Milega Wahaan

Daam Bhi Milega Wahaan

Naam Bhi Milega Wahaan

Poore Ho Jaayenge

Sab Aapke Khwaab

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab

Kaam Bhi Milega Wahaan

Daam Bhi Milega Wahaan

Naam Bhi Milega Wahaan

Poore Ho Jaayenge

Sab Aapke Khwaab

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab


Chaaro Taraf Bikhre Hain

Dorr Saar Hamse

Dard Se Paraya Aadmi

Na Wahaan Kahi Koi Kami Hain

Kya Zameen Kya Aasmaan

Sabse Haseen Hai Woh Jahaan

Kaam Bhi Milega Wahaan

Daam Bhi Milega Wahaan

Naam Bhi Milega Wahaan

Poore Ho Jaayenge

Sab Aapke Khwaab

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab


Arey Jo Gaya Wahi Ka Ho Gaya

Usmein Hain Kashish Badi Ghazab Ki

Uski Roshani Mein Kho Gaya

Uski Aarzoo Hain Kuchh Ajab Si

Ek Baar Jo Jaaunga Main

Waapas Na Aaunga Main

Kaam Bhi Milega Wahaan

Daam Bhi Milega Wahaan

Naam Bhi Milega Wahaan

Poore Ho Jaayenge

Sab Aapke Khwaab

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab


Husn Ki Bahaar Milegi

Gori Gori Hongi Goriyaan

Ishq Ki Kali Bhi Khilegi

Baandh Lena Dil Ki Doriyaan

Chaahoge Jo Paaoge Woh

Kehna Mera Maan Lo

Kaam Bhi Milega Wahaan

Daam Bhi Milega Wahaan

Naam Bhi Milega Wahaan

Poore Ho Jaayenge

Sab Aapke Khwaab

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab

Ek Baar Jana Ek Baar Jana

Ek Baar Jana America Janaab.

No comments:

Powered by Blogger.