Ads Top

Fata Fat Pyaar Ho Gaya Lyrics

Fata Fat Pyaar Ho Gaya Lyrics

Abhi Abhi Tu Ajanabi Tha

Abhi Abhi Tu Ajanabi Tha

Abhi Abhi Tu Ajanabi Tha

Abhi Abhi Mera Yaar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fata Fat Pyar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fata Fat Pyar Ho Gaya


Abhi Abhi Main Ajanabi Tha

Abhi Abhi Main Ajanabi Tha

Abhi Abhi Main Ajanabi Tha

Abhi Abhi Tera Yaar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fata Fat Pyar Ho Gaya


Jaane Kaise Premi

Pehle Itni Der Lagate The

Jaane Kaise Premi

Pehle Itni Der Lagate The

Chori Chori Milte The

Aur Geet Milan Ke Gaate The

Arey Aaj Zamana Jhat Pat Ka

Hai Dekha Bedaa Paar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fatafat Pyar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fata Fat Achha Ho Gaya


Dil Se Dil Ka Mel Bhi

Ek Nazar Ka Khel Hai

Dil Se Dil Ka Mel Bhi

Ek Nazar Ka Khel Hai

Kaun Kehta Hai Mohabbat

Bebasi Hai Jail Hai

Aaj Aashiq Bhi

Samajhdaar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fatafat Pyar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fata Fat Achha Ho Gaya

Abhi Abhi Tu Ajanabi Thi

Abhi Abhi Tu Ajanabi Tha

Abhi Abhi Main Ajanabi Tha

Abhi Abhi Tera Yaar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fata Fat Pyar Ho Gaya

Ek Pal Mein Ikraar Ho Gaya

Fat Fat Fata Fat Pyar Ho Gaya

La La La La La Fat Fat

Fata Fat La La La.

No comments:

Powered by Blogger.