Ads Top

Intezare Sabba Raha Barson Lyrics

Intezare Sabba Raha Barson

Intezare Sabba Raha Barson

Ek Daricha Khula Raha Barson

Intezare Sabba


Ek Din Uska Pyaar Barsa Tha

Ek Din Uska Pyaar Barsa Tha

Aur Main Bheegta Raha Barson

Aur Main Bheegta Raha Barson

Ek Daricha Khula Raha Barson

Intezare Sabba


Unki Ankhon Ke Jaam Yaad Rahe

Unki Ankhon Ke Jaam Yaad Rahe

Bin Peeye Bhi Nasha Raha Barson

Bin Peeye Bhi Nasha Raha Barson

Ek Daricha Khula Raha Barson

Intezare Sabba


Tab Kahin Jaa Ke Ek Ghazal Likhi

Tab Kahin Jaa Ke Ek Ghazal Likhi

Main Tujhe Sochta Raha Barson

Main Tujhe Sochta Raha Barson

Ek Daricha Khula Raha Barson

Intezare Sabba


Fasle Kam Na Ho Sake Qaisar

Fasle Kam Na Ho Sake Qaisar

Aamna Samna Raha Barson

Aamna Samna Raha Barson

Ek Daricha Khula Raha Barson

Intezare Sabba.


No comments:

Powered by Blogger.