Ads Top

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam Lyrics

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam Lyrics


Aa Ke Bharlo Bazuon Mein

Tumko Hai Kasam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam


Aa Ke Bharlo Bazuon Mein

Tumko Hai Kasam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam


Aa Ki Bharlo Bazuon Mein

Tumko Hai Kasam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam


Kya Mohabbat Hai

Kya Nazaara Hai

Kal Talak Ye Dil Tha Mera

Ab Tumhara Hai


Kya Tamanna Hai

Kya Ishara Hai

Hamne To Pal Pal Tadap Ke

Pal Guzaara Hai

Ho Hamne To Pal Pal Tadap Ke

Pal Guzaara Hai


Dekho Dekho Na

Ab Karo Na Mujhpe Yu Sitam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam


Aa Ki Bharlo Bazuon Mein

Tumko Hai Kasam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam


Kya Ladakpan Hai

Kya Jawaani Hai

Ab Tumhare Naam

Saari Zindagani Hai


Kya Haqeeqat Hai

Kya Kahaani Hai

Saamne Mere Mere

Sapno Ki Rani Hai

Hoo Saamne Mere

Mere Sapno Ki Rani Hai


Ab Saha Na

Ab Saha Na Jaaye Mujhse

Doori Ka Ye Gham

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam


Aa Ki Bharlo Bazuon Mein

Tumko Hai Kasam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Jaan Meri Jaa Rahi Sanam.


No comments:

Powered by Blogger.