Ads Top

Kya Se Kya Lyrics

Kya Se Kya Lyrics

Kya Se Kya Bana Diya Ehsaas Hai Na

Farishta Tha Main Shaitan Bana Diya


Thi Ek Khwaahish Meri Bhi Toh

Gham Saare Lelo Khushi Ab Mujhe Do

Teri Kabhi Maine Na Maani

In Minnaton Ki Kadar Na Jaani

Maan Ke Chalne Wale Bahut The

Phir Kyun Hissa Bana Diya

Usko Bhi Kaayanat

Kyun Yeh Jahaan Bana Diya


Yeh Baar Socha Ke Kar Jaunga

Socha Nahin Tha Ke Mar Jaunga

Aakhari Saans Tak Ladta Raha Main

Jaane Yeh Kya Karta Raha Main

Ab Jab Kuchh Bhi Nahi Raha Hain

Mujhko Kyun Iska Gham Hua Hain

Izzar Yeh Shohrat Yeh Paisa Mera

Sab Kuch Iss Duniya Mein Toh Raha Hain


Kya Se Kya Bana Diya Ehsaas Hai Na

Farishta Tha Main Shaitan Bana Diya.

No comments:

Powered by Blogger.