Ads Top

Kyun Na Lyrics

Kyun Na Nazron Ka

Hum Badal Dein Nazaria.

Kyun Na Sookhey

Pattey Mein Bhi Dekhein,


Hum Mor Ka Pankh.

Ye Hi Zaroori, Zaroori, Zaroori Hai…….


Kyun Na Apni Oongli Ko

Khud Pe Ghoomaein.

Kyun Na Andhee Hai

Aadat Toh Rasta Dikhaein.

Kyun Na Ye Hi Zaroori

Zaroori Zaroori Hai…..


Kameeyaan Toh Hoti

Hein Insaano Mein.

Geenti Hoti Varna

Bhagwano Mein.

Kya Tujhko Naam

Likhwana Hai Shaitano Mien.

Sudharja Abhi Chhed Hua

Nahi Hai Naaov Mein.


Jaisa Hai Jo, Tum

Vaisa Hi Usko, Rehne Do.

Kehta Hai Jo, Tum

Vaisa Hi Usko, Kehne Do.

Chhodo Ye Chinta,

Auron Ki Kyun Tum Apni Karo

Khud Ko Toh Dekho,

Khud Ko Tattolo, Tum Kaun Ho


Kyun Na Nazron Ka

Hum Badal Dein Nazaria.

Kyun Na Sookhey

Pattey Mein Bhi Dekhein,


Kyun Na Apni Oongli Ko

Khud Pe Ghoomaein.

Kyun Na Andhee Hai

Aadat Toh Rasta Dikhaein.

Kyun Na Ye Hi Zaroori

Zaroori Zaroori Hai…..

Boora-bhala Jo Bhi

Huva Vo Sab Bhool Ja

Kar De Dafan Khudko

Hi Tu Phirse Zinda Hoja

Janam-din Ab Mana,

Tu Aaj Insaan Bana.

Har Koi Ye Karey,

Jashn Yuhi Chalta Rahey

Phir Bhala Marne Se

Koi Kyun Daarey.


Kyun Nakyun Na

Nazron Ka Hum

Badal Dein Nazaria.

Kyun Na

Sookhey Pattey

Mein Bhi Dekhein,


Hum Mor Ka Pankh.

Ye Hi Zaroori, Zaroori, Zaroori Hai…….


Kyun Na Apni Oongli

Ko Khud Pe Ghoomaein.

Kyun Na Andhee Hai

Aadat Toh Rasta Dikhaein.

Kyun Na Ye Hi Zaroori

Zaroori Zaroori Hai…..


Kameeyaan Toh

Hoti Hein Insaano Mein.

Geenti Hoti Varna

Bhagwano Mein.

Kya Tujhko Naam

Likhwana Hai Shaitano Mien.

Sudharja Abhi Chhed

Hua Nahi Hai Naaov Mein.


Jaisa Hai Jo, Tum

Vaisa Hi Usko, Rehne Do.

Kehta Hai Jo, Tum

Vaisa Hi Usko, Kehne Do.

Chhodo Ye Chinta,

Auron Ki Kyun Tum Apni Karo

Khud Ko Toh Dekho,

Khud Ko Tattolo, Tum Kaun Ho


Kyun Na Nazron Ka

Hum Badal Dein Nazaria.

Kyun Na Sookhey

Pattey Mein Bhi Dekhein,


Kyun Na Apni Oongli Ko

Khud Pe Ghoomaein.

Kyun Na Andhee Hai

Aadat Toh Rasta Dikhaein.

Kyun Na Ye Hi Zaroori

Zaroori Zaroori Hai…..

Boora-bhala Jo Bhi

Huva Vo Sab Bhool Ja

Kar De Dafan Khudko Hi

Tu Phirse Zinda Hoja

Janam-din Ab Mana,

Tu Aaj Insaan Bana.

Har Koi Ye Karey,

Jashn Yuhi Chalta Rahey

Phir Bhala Marne Se

Koi Kyun Daarey.


Kyun Na Nazron Ka

Hum Badal Dein Nazaria.

Kyun Na Sookhey

Pattey Mein Bhi Dekhein,


Kyun Na Apni Oongli Ko

Khud Pe Ghoomaein.

Kyun Na Andhee Hai

Aadat Toh Rasta Dikhaein.

Kyun Na Ye Hi Zaroori

Zaroori Zaroori Hai…..

Nazron Ka Hum

Badal Dein Nazaria.

Kyun Na Sookhey

Pattey Mein Bhi Dekhein,


Kyun Na Apni Oongli Ko

Khud Pe Ghoomaein.

Kyun Na Andhee Hai

Aadat Toh Rasta Dikhaein.

Kyun Na Ye Hi Zaroori

Zaroori Zaroori Hai…..

No comments:

Powered by Blogger.