Ads Top

Main Khoya Lyrics

Mai Khoya Mai

Khoya Huya Aawara

Na Dost Na Sahara

Duniya Ke Bhawar Me

Dhundata Kinara

Dhundata Kinara

Dhundata Kinara

Mai Khoya Mai

Khoya Huya Aawara

Na Dost Na Sahara

Duniya Ke Bhawar Me

Dhundata Kinara Dhundata

Kinara Dhundata Kinara


Khabar Nahi Thi Kaha Hu Mai

Ye Jagha Hai Kya Jis Jagha Hu Mai

Simati Si Hai Galiya Kyu

Har Mod Pe Hai Sannata Kyu

Har Mod Pe Hai Sannata Kyu

Mai Khoya Mai

Khoya Huya Aawara

Na Dost Na Sahara

Duniya Ke Bhawar Me

Dhundata Kinara

Dhundata Kinara

Dhundata Kinara Mai Khoya


Soch Raha Hu Mai Hu Kya

Sanso Me Chhaya Kyu Hai Dhuya

Dil Me Uthe Chingari Kyu

Kahi Mai To Nahi Hu Koi Shamma

Kahi Mai To Nahi Hu Koi Shamma

Mai Khoya Mai

Khoya Huya Aawara

Na Dost Na Sahara

Duniya Ke Bhawar Me

Dhundata Kinara

Dhundata Kinara

Dhundata Kinara Mai Khoya


Suraj Ki Nayi Kirno Se

Dhund Ki Parte Hat Bhi Gayi

Uljhan Ki Badli Chhant Gayi

Inki Maya. Inki Maya Ek Tara

Mai Khoya Tha Mai

Khoya Tha Aawara

Hai Dost Aur Sahara

Duniya Ke Bhawar Me

Pa Liya Kinara Mil Gaya Kinara

Pa Liya Kinara Mai Khoya Tha


Jo Bhi Dhul Ki Chadar Odhe

Makhmal Se Jo Nata Tode

Miti Se Jo Paida Huya

Miti Se Khud Ko Jode

Agar Aisa Koi Koi Ho To

Nache Nache Nache Nache

Aalam Ye Sara

Nache Aalam Ye Sara

Mai Khoya Tha Mai

Khoya Tha Aawara

Hai Dost Aur Sahara

Duniya Ke Bhawar Me

Pa Liya Kinara Mil Gaya Kinara

Ha Pa Liya Kinara Mai Khoya Tha


Dil Ki Khushi Zahen Ka Sukun

Agar Dost Hai Tumhare

To Jholi Me Khazane Ka

Hoga Tumhe Hoga Hansi Nazara

Mai Khoya Tha Mai

Khoya Tha Aawara

Hai Dost Aur Sahara

Duniya Ke Bhawar Me

Pa Liya Kinara Mil Gaya Kinara

Ho Pa Liya Kinara Mil Gaya Kinara

Ho Pa Liya Kinara.

No comments:

Powered by Blogger.