Ads Top

Mast Bhara Lyrics

Masti Bhara Kawaara Sama,

Zara Zara Maja Hai Rawa

Masti Bhara Kawaara Sama,

Zara Zara Maja Hai Rawa

Abhi Abhi Jawaani Aayi Hai,

Nasha Nasha Kahi Se Laayi Hai

Umrr Ki Pehli Bahaar Hai,

Dil Bhi Hai Jawaan

Masti Bhara Kawaara

Sama, Zara Zara


Mere Labon Pe Aake Ruki Hai,

Tere Labon Ki Kahaani

Khushbu Meri Abb Hai Teri,

Main Hoon Teri Raat Raani

Mere Labon Pe Aake Ruki Hai

Tere Labon Ki Kahaani

Khushbu Meri Abb Hai Teri,

Main Hoon Teri Raat Raani

Abb Tera Intzaar Hai,

Jaane Jaan E Ja

Masti Bhara Kawaara

Sama, Zara Zara


Baahon Mein Baahein

Daale Khade Hai,

Abb Kya Karega Jamaana

Ghar Se Dur Khaabon Mein Chur,

Aa Ja Banaale Fasaana

Baahon Mein Baahein

Daale Khade Hai,

Abb Kya Karega Jamaana

Ghar Se Dur Khaabon Mein Chur,

Aa Ja Banaale Fasaana

Haal E Dil Kya Yaar Hai,

Yeh Tu Jaane Na

Masti Bhara Kawaara Sama,

Zara Zara Maja Hai Rawa

Abhi Abhi Jawaani Aayi Hai

Nasha Nasha Kahi Se Laayi Hai

Umrr Ki Pehli Bahaar Hai,

Dil Bhi Hai Jawaan

O Baby, O Baby.

No comments:

Powered by Blogger.