Ads Top

Mein Akela Chala Ja Raha Lyrics

Mein Akela Chala Ja Raha Lyrics

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin

Manzile Ajnabi Reh Guzar Ajnabi

Ek Khidaki Khuli Ek Parda Hata

Ek Aawaz Aayi Theher Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin

Manzile Ajnabi Reh Guzar Ajnabi

Ek Khidaki Khuli Ek Parda Hata

Ek Aawaz Aayi Theher Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin


Zindagi Ke Safar Mein Kisi Mod Par

Ek Ghana Ped Bhi Hain Animat Bahot

Zindagi Ke Safar Mein Kisi Mod Par

Ek Ghana Ped Bhi Hain Animat Bahot

Kal Ye Saya Bhi Shayad Rahe Na Rahe

Kal Ye Saya Bhi Shayad Rahe Na Rahe

Aaj To Raat Karle Basar Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin

Manzile Ajnabi Reh Guzar Ajnabi

Ek Khidaki Khuli Ek Parda Hata

Ek Aawaz Aayi Theher Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin


Kuchh Humein Ghurure Wafa Tha Bahot

Kuchh Mukaddar Ko Bhi Aisa Manjoor Thaa

Kuchh Humein Ghurure Wafa Tha Bahot

Kuchh Mukaddar Ko Bhi Aisa Manjoor Thaa

Saath Reh Kar Na Unse Mulakaat Ki

Saath Reh Kar Na Unse Mulakaat Ki

Paas Reh Kar Rahe Umra Bhar Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin

Manzile Ajnabi Reh Guzar Ajnabi

Ek Khidaki Khuli Ek Parda Hata

Ek Aawaz Aayi Theher Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin


Manzile Be Sada Raste Be Nisha

Log Nashna Ban Ek Ek Makaa

Manzile Be Sada Raste Be Nisha

Log Nashna Ban Ek Ek Makaa

Aise Aalam Mein Ab Tere Ghar Ke Shiva

Aise Aalam Mein Ab Tere Ghar Ke Shiva

Aur Jaaye To Jaaye Kidhar Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin

Manzile Ajnabi Reh Guzar Ajnabi

Ek Khidaki Khuli Ek Parda Hata

Ek Aawaz Aayi Theher Ajnabi

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin

Mein Akela Chala Ja Raha Tha Kahin.

No comments:

Powered by Blogger.