Ads Top

Mera Jeena Hai Kya Lyrics

Mera Jeena Hai Kya Lyrics

Ab Duniya Se Shikwa Nahi Hai

Na Raha Ab Zindagi Se Gila

Kiska Karam Hai Kiski Dua Hai

Ya Naseebo Se Tu Mujhko Mila

Ab Jo Mile Ho Door Na Jaana

Tere Bina Dil Lagta Nahin


Mera Jeena Hai Kya

Marna Hai Kya

Jab Saath Tera Nahi

Paa Ke Rab Kya Karu

Jab Tu Hi Mera Nahin

Jab Tu Hi Mera Nahin


I Am Never Gonna Live

Without You Baby Now

You The Only One Was

Always In My Fantasy

You The Only One To

Make Me Reach My Ectasy

I Dont Want Nobody Else But You

I Am Loving You Loving You


Berang Se Din The

Tanha Thi Raatein

Kuch Na Badalta

Jo Tum Na Aate

Kuch Na Badalta

Jo Tum Na Aate


Kehne Ko Yun Toh

Rishtey Kahin Hai

Rishton Mein Koi Apna Nahin


Mera Jeena Hai Kya

Marna Hai Kya

Jab Saath Tera Nahi

Paa Ke Rab Kya Karu

Jab Tu Hi Mera Nahin

Mera Jeena Hai Kya

Marna Hai Kya

Marna Hai Kya


Kyun Chup Gaya Hai

Ankhiyon Ko Meeche

Sharmon Haya Ke

Pardon Ke Peeche

Pardon Ke Peeche


Apne Sanam Se

Parda Hai Kaisa

Jab Ke Khuda Se

Parda Nahin


Mera Jeena Hai Kya

Marna Hai Kya

Jab Saath Tera Nahi

Paa Ke Rab Kya Karu

Jab Tu Hi Mera Nahin

Jab Tu Hi Mera Nahin


Ab Duniya Se Shikwa Nahi Hai

Na Raha Ab Zindagi Se Gila

Kiska Karam Hai Kiski Dua Hai

Ya Naseebo Se Tu Mujhko Mila

Ab Jo Mile Ho Door Na Jaana

Tere Bina Dil Lagta Nahin


Mera Jeena Hai Kya

Marna Hai Kya

Jab Saath Tera Nahi

Paa Ke Rab Kya Karu

Jab Tu Hi Mera Nahin

Jab Tu Hi Mera Nahin.

No comments:

Powered by Blogger.