Ads Top

Niklo Na Benaqab Lyrics

Niklo Na Benaqab Lyrics

Be Parda Nazar Aayee Jo Kal Chand Biviya

Akbar Jamin Mein Gairat Konee Se Gad Gaya

Pucha Jo Maine Aapka Parda Woh Kya Huva

Kehane Lagee Ke Akal Par Mardo Ke Pad Gaya


Nikalo Naa Benakab

Niklo Naa Benakab Zamana Kharab Hai

Niklo Naa Benakab Zamana Kharab Hai

Aur Usape Yeh Shabab Zamana Kharab Hai

Niklo Naa Benakab Zamana Kharab Hai


Sab Kuchh Hame Khabar Hai Nasihat Naa Kijiye

Sab Kuchh Hame Khabar Hai Nasihat Naa Kijiye

Sab Kuchh Hame Khabar Hai Nasihat Naa Kijiye

Sab Kuchh Hame Khabar Hai Nasihat Naa Kijiye

Kya Honge Ham Kharab Zamana Kharab Hai

Kya Honge Ham Kharab Zamana Kharab Hai

Aur Usape Yeh Shabab Zamana Kharab Hai

Niklo Naa Benakab Zamana Kharab Hai


Matalab Chhupa Huva Hai Yaha Har Sawal Mein

Matalab Chhupa Huva Hai Yaha Har Sawal Mein

Matalab Chhupa Huva Hai Yaha Har Sawal Mein

Matalab Chhupa Huva Hai Yaha Har Sawal Mein

Do Sochkar Jawab Zamana Kharab Hai

Do Sochkar Jawab Zamana Kharab Hai

Aur Usape Yeh Shabab Zamana Kharab Hai

Niklo Naa Benakab Zamana Kharab Hai


Rashid Tum Aa Gaye Ho Naa Aakhir Fareb Mein

Rashid Tum Aa Gaye Ho Naa Aakhir Fareb Mein

Rashid Tum Aa Gaye Ho Naa Aakhir Fareb Mein

Rashid Tum Aa Gaye Ho Naa Aakhir Fareb Mein

Kehate Naa The Janab Zamana Kharab Hai

Kehate Naa The Janab Zamana Kharab Hai

Aur Usape Yeh Shabab Zamana Kharab Hai

Niklo Naa Benakab Zamana Kharab Hai

Aur Usape Yeh Shabab Zamana Kharab Hai

Niklo Naa Benakab Zamana Kharab Hai

Zamana Kharab Hai, Zamana Kharab Hai

Zamana Kharab Hai, Zamana Kharab Hai.

No comments:

Powered by Blogger.