Ads Top

Qaid-e-Azam Lyrics

Nana Ji Kehte Hain Mein Buhat Sharatein Karta Hoon

To Kya Sharti Bacchhe

Bada Ho Ke Kuch Nahi Kar Sakte

Kya Mein Peeche Reh Jaaon Ga

Nahi Nahi Nahi Aisa Bilkul Bhi Nahi Hai


Quaid-e-azam Jab Chhote The

Wo Bhi Nani Se Shararat Karte Honge

Lakin Kehte Honge

Mein Ek Din Kuch Banoonga

Nana Jee Aap Bhi Yaad Kareinge

Lalalalala…Lalalalala…Lalalalala


Larna Girna Rona Dhona

Hota Tha Sabhi

Bade Huay Par Yeh Baatein, Hue Na Bari

Lalalalala…Lalalalala…Lalalalala


Woh Jo Bade Hue, Hue Duniya Badi

Hamein Mili Zameen, Aasman Aa


Quaid-e-azam Jab Chhote The

Wo Bhi Nani Se Zid Kar K Qise Sunte

Aur Yeh Kehte, Mein Aik Din Kuch Banoonga

Nana Jee Aap Bhi

Yaad Kareinge Yaad Kareinge


Pyari Pyari Aankhein Unki Aisi To Thi

Seedhi Sadhi Baatein Tere Jaisi To Thi

Lalalalala…Lalalalala…Lalalalala


Unke Liye Tha Jo Tere Liye Bhi Hai Ai

Quaid-e-azam Jab Chhote The

Wo Bhi Nani Se Shararat Karte Honge

Lakin Kehte Honge

Mein Ek Din Kuch Banoonga

Nana Jee Aap Bhi Yaad Kareinge

Lalalalala…Lalalalala…Lalalalala.

No comments:

Powered by Blogger.