Ads Top

Reh Reh Ke Teri Yaad Lyrics

Reh Reh Ke Teri Yaad Lyrics

Rah Rah Ke Teri Yaad

Sataye Toh Kya Karun

Rah Rah Ke Teri Yaad

Sataye Toh Kya Karun

Dil Ko Mere Qaraar

Na Aaye Toh Kya Karun

Rah Rah Ke Teri Yaad


Maine Toh Phir Chaman Mein

Nasheman Banaya Tha

Maine Toh Phir Chaman Mein

Nasheman Banaya Tha

Maine Toh Phir Chaman Mein

Nashemann Banaya Tha

Bijali Chaman Mein Koi

Giraye Toh Kya Karun

Bijali Chaman Mein Koi

Giraye Toh Kya Karun

Rah Rah Ke Teri Yaad


Woh Mere Paas Aaye

Khuda Jaane Baar Baar

Woh Mere Paas Aaye

Khuda Jaane Baar Baar

Woh Mere Paas Aaye

Khuda Jaane Baar Baar

Daaman Ko Ab Hamse

Bachaye Toh Kya Karun

Daaman Ko Ab Hamse

Bachaye Toh Kya Karun

Rah Rah Ke Teri Yaad


Main Toh Na Pee Raha Tha

Kabhi Bhool Ke Magar

Main Toh Na Pee Raha Tha

Kabhi Bhool Ke Magar

Main Toh Na Pee Raha Tha

Kabhi Bhool Ke Magar

Woh Khud Nazar Se Apni

Peelaye Toh Kya Karun

Woh Khud Nazar Se Apni

Peelaye Toh Kya Karun

Rah Rah Ke Teri Yaad

Sataye Toh Kya Karun

Rah Rah Ke Teri Yaad.

No comments:

Powered by Blogger.