Ads Top

Saara Yeh Alaam Lyrics

Saara Yeh Alaam Lyrics

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain

Berang The Rang Se Chha Gaye

Berang The Rang Se Chha Gaye

The Ham Kahaan

Yeh Kahaan Aa Gaye

Jaane Man Mera Jaanam

Phoolon Sa Kaliyan Sa

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain


Ab Yeh Duniya Duniya

Hain Meri Duniya

Ab Yeh Khushiya

Khushiya Hain Meri Khushiya

Ab Yeh Duniya Duniya

Hain Meri Duniya

Ab Yeh Khushiya Khushiya

Hain Meri Khushiya

Surat Surat Murat

Murat Kaise Yeh Khilne Lagi

Deepak Deepak Aurat Aurat

Mandir Mein Sajane Lagi

Milne Lage Hain Yeh

Donon Jism O Jaan

Dekho Zameen Pe

Zuka Hain Aasmaan

Maane Na Maane

Jaane Na Jaane

Na Jaane Na Jaane

Na Jaane Na Jaane

Saara Yeh Aalam

Nooraani Hain

Saara Yeh Aalam

Nooraani Hain


Pyasi Pyasi Pyasi Pyasi

Kal Kal Behti Nadiyan

Har Premi Ki Pyas

Bujhati Nadiyan

Pyasi Pyasi Kal

Kal Behti Nadiyan

Har Premi Ki Pyas

Bujhati Nadiyan

Thumak Thumak Jhanak

Jhanak Pariyon Ki Payal Baji

Raunak Raunak Kaisi Hain

Raunak Phoolon Ki Mehfil Saji

Ho Ab Toh Aisa Sama

Phir Na Hoga Yun Jawaan

Donon Jahaan Aa

Gaye Hain Lo Yahaan

Maane Na Maane

Jaane Na Jaane

Na Jaane Na Jaane

Na Jaane Na Jaane

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain

Berang The Rang Se Chha Gaye

The Ham Kahaan The Ham

Kahaan Yeh Kahaan Aa Gaye

Jaane Man Mera Jaanam

Phoolon Sa Kaliyan Sa

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain.

No comments:

Powered by Blogger.