Ads Top

Suno Kahani Lyrics

Suno Kahani Suno Kahani

Suno Kahani Suno Kahani

Eklavya Ki Nayee Kahani Ho

Sune Bahot The Raja Rani

Yeh Hai Ek Rakshak Ki Kahani

Eklavya Ki Nayee Kahani Ho

Bachche Budhe Sunle Gyani

Baat Hai Kal Ki Nahi Puranee

Eklavya Ki Nayee Kahani Ho

Iska Nahi Koi Duja Sanee

Ankhiyan Mein Bhar Aave Pani

Yaad Kare Iski Kurbani Ho

Janu Na Main Janu Na

Janam Maran Ka Bhed Hai Kya

Main Janu Na Janu Na Main Janu Na

Dharam Adharam Ka Bhed Hai

Kya Main Janu Na Janu Na Janu Na

Main Kanth Ka Putla Kuchh

Bhi Janu Na Janu Na Janu Na

Yeh Khel Hai Kaisa Rab Ka Janu Na


Suno Kahani Suno Kahani

Suno Kahani Suno Kahani

Eklavya Ki Nayee Kahani Ho

Sune Bahot The Raja Rani

Yeh Hai Ek Rakshak Ki Kahani

Eklavya Ki Nayee Kahani

Ho Janu Na Main Janu Na

Janam Maran Ka Bhed

Hai Kya Main Janu Na

Janu Na Main Janu Na

Dharam Adharam Ka

Bhed Hai Kya Main Janu Na


Suno Kahani Suno Kahani

Suno Kahani Suno Kahani

Eklavya Ki Nayee Kahani Ho

Sune Bahot The Raja Rani Yeh

Hai Ek Rakshak Ki Kahani

Eklavya Ki Nayee Kahani Ho

Bachche Budhe Sunle Gyani Baat

Hai Kal Ki Nahi Puranee

Eklavya Ki Nayee Kahani Ho

Iska Nahi Koi Duja Sanee

Ankhiyan Mein Bhar Aave Pani

Yaad Kare Iski Kurbani Ho.

No comments:

Powered by Blogger.