Ads Top

Tauba Lyrics

Tauba Re Tauba Haye

Mere Rabba Ye Kya Gazab Kiya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya

Tauba Re Tauba Aye

Mere Rabba Ye Kya Gazab Kiya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya


Phoolo Sa Hain Najuk Badan

Kanchampe Ki Dal Hain

Jab Se Tujhe Dekha Yaha

Dil Ka Bura Hal Hain

Jab Tu Chale Bal Khake Yu

Dil Pe Kya Jhatka Lage

Chuke Tujhe Kya Jane Kyu

Har Ang Mera Jale

Hairat Hain Mujhko

Kaise Khuda Ne

Hairat Hain Mujhko

Kaise Khuda Ne

Ye Kam Ulta Kiya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya

Tauba Re Tauba Aye

Mere Rabba Ye Kya Gazab Kiya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya


Khwabo Mein Jo Mere

Basi Hain Teri Surat Wahin

Par Kya Karu Majbur Hoon

Kismat Hain Meri Buri

Aye Kash Tu Hota Agar

Ladki Yaha Meri Ja

Teri Kasam Tujhse Hi

Main Shadi Rachata Yaha

Haye Tere Jaisi Biwi Jo Milti

Haye Tere Jaisi Biwi Jo Milti

Jeene Ka Aata Maza

Tujhko Banana Tha

Ladki Ladka Bana Diya

Tujhko Banana Tha

Ladki Ladka Bana Diya

Tauba Re Tauba Aye

Mere Rabba Ye Kya Gazab Kiya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya

Jisko Banana Tha Ladki

Use Ladka Bana Diya.

No comments:

Powered by Blogger.