Ads Top

Aapne To Humko Pehchana Nahin Lyrics

Aapne To Humko Pehchana Nahin Lyrics

Aapne To Humko Pehchana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin

Itana Deewana Ye Deewana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin


Aaj Ke Haalat Kya Haalat Hai

Aaj Ke Haalat Kya Haalat Hai

Khud Ko Dekha Aur Pehchana Nahin

Khud Ko Dekha Aur Pehchana Nahin

Itana Deewana Ye Deewana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin


Unke Baare Mein Bhala Kya Sochana

Unke Baare Mein Bhala Kya Sochana

Jinke Ghar Aana Nahin Jaana Nahin

Jinke Ghar Aana Nahin Jaana Nahin

Itana Deewana Ye Deewana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin


Aaj Us Manzil Pe Aaye Hain Jahan

Aaj Us Manzil Pe Aaye Hain Jahan

Koi Apna Koi Begana Nahin

Koi Apna Koi Begana Nahin

Itana Deewana Ye Deewana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin


Manzilo Ke Raaste Viraan Sahin

Manzilo Ke Raaste Viraan Sahin

Aye Dile Naadan Tu Gabhrana Nahin

Aye Dile Naadan Tu Gabhrana Nahin

Itana Deewana Ye Deewana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin

Aapne To Humko Pehchana Nahin.

No comments:

Powered by Blogger.