Ads Top

Aaye Sajanwa Lyrics

Sawan Ke Din Aaye

Sajanwa Aan Milo

Barkha Jiya Tarasaye

Sajanwa Aan Milo

Duri Sahi Naa Jaye Sajaniya

Yaad Tumhari Aaye Sajaniya

Aan Milo Aan Milo

Birha Jiya Tadapaye

Sajanwa Aan Milo

Sajaniya Aan Milo Aan Milo


Jaise Ghata Me

Bijuri Chamake

Tir Uthe Mann

Me Tham Thamake

Tir Uthe Mann

Me Tham Thamake

Kaise Koyi Dhir Bandhaye

Dhir Bandhaye

Birha Jiya Tadapaye

Sajanwa Aan Milo

Yaad Tumhari Aaye

Sajaniya Aan Milo Aan Milo


Aag Lagi Hai

Thandi Pawan Me

Chhaya Dhuwa Sa

Hai Ankhiya Mein

Chhaya Dhuwa Sa

Hai Ankhiya Mein

Jale Koyi Tum

Bin Hay Tum Bin Hay

Birha Jiya Tadpaye

Sajaniya Aan Milo

Duri Sahi Naa Jaye Sajanwa

Yaad Tumhari Aaye Sajaniya

Aan Milo Aan Milo

Sawan Ke Din Aaye

Sajanwa Aan Milo

Sajaniya Aan Milo

Aan Milo Aan Milo.

No comments:

Powered by Blogger.