Ads Top

Ai Meri Jaaniya Lyrics

Ai Meri Jaaniya Lyrics

Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya


Mujhpe Ulfat Ne Teri

Yeh Kya Jadoo Hai Kiya

Tujhko Dhoondhne Chala Tha

Khud Ko Paa Liya


Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya


Jiski Mujhe Thi Justajoo

Haan..Jiski Mujhe Thi Justajoo

Woh Toh Har Dum

Mere Paas Thi

Khada Darr Pe Tere

Ik Savarey..

Yeh Khwaab Leke Mere…

Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya


Jaane Mujhe Yeh Kya Ho Gaya Hmm…

Jaane Mujhe Yeh Kya Ho Gaya

Bus Do Ghadai Mein Hi Main Kho Gaya

Tujhe Sabse Jaana Maine Maana

Ke Pyar Hai Dewaana


Ai Meri Jaaniya Meri Dil Jaaniya


Mujhpe Ulfat Ne Teri Yeh

Kya Jadoo Hai Kiya

Tujhko Dhoondhne Chala

Tha Khud Ko Paa Liya.

No comments:

Powered by Blogger.