Ads Top

Arima Arima Lyrics

Arima Arima Lyrics

Sun Is Ki Garima

Is Ki Madhima

Dharti Gagan Sabh Kaanpe

Srishti Yeh Poori Chaand Aur

Suraj Is Ki Dhun Pe Hi Naache

Ori Sun Le Ori Sun Le

Ye Yantrik Maanav

Sab Se Uncha


Arima Arima

Mein Oon Lakho Simha

Tujhsi Hirani Dhikhe

Toh Na Jaane Thum Na


Heesa Ki Lohe Ka Dil

Subho Shaam Kaahe Jale


Mein Atlantic Mein

Doobha Jaake

Agni Par Na Bhuje

Honthon Se Shabnam Chidkho

Agni Ko Thanda Kardo

Mujhse Sajake Zulf Bicha

Ke Ishq Ki Davat Do


Arima Arima Arima Arima

Mein Oon Lakho Simha

Tujhsi Hirani Dhikhe

Toh Na Jaane Thum Na


Sun Is Ki Garima

Is Ki Madhima

Dharti Gagan Sabh Kaanpe

Srishti Yeh Poori Chaand

Aur Suraj Is Ki

Dhun Pe Hi Naache

Ori Sun Le Ori Sun Le

Ye Yantrik Maanav

Sab Se Uncha


Lohe Ki Raago Mein

Bijli Ki Nasso Mein

Preeti Ki Jyoti Kyun Jale


Zaalim Nava Pyaar Dulara Sa

Saajan Ho Dil Yeh Kahe

Saajan Ho Dil Yeh Kahe


Na Manush Mein Hoon

Pursho Ka Raja Hoon

Kamatur Yantar Hoon

Seedhay Jo Dil Japhte

Aisa Silicon Shape Hoon Mein


Yantara


Arima Arima

Mein Hoon Lakho Simha

Tujhsi Hirani Dhikhe

Toh Na Jaane Thum Na


Sun Is Ki Garima Is Ki Madhima

Dharti Gagan Sabh Kaanpe

Srishti Yeh Poori Chaand

Aur Suraj Is Ki Dhun Pe Hi Naache


Badal Mein Bijli Rangeen Titli

Kahe Ke Yeh Ja Na Paaoge


Taar Yeh Baaje

Armaan Hai Jaage

Robo Ko Go Go Na Kaho


Jaao Ji Jaao Jhoothi

Kyun Baat Banaun

Humko Na Aise Lubhao

Tum Toh Ho Bus Kathputali

Putlon Se Na Dil Laage


Sun Is Ki Garima

Is Ki Madhima

Dharti Gagan Sabh Kaanpe

Srishti Yeh Poori Chaand

Aur Suraj Is Ki

Dhun Pe Hi Naache

Ori Sun Le Ori Sun Le

Ye Yantrik Maanav

Sab Se Uncha


Arima Arima

Mein Hoon Lakho Simha

Tujhsi Hirani Dhikhe

Toh Na Jaane Thum Na Yantara.

No comments:

Powered by Blogger.