Ads Top

Deewane Lyrics

Deewana Main Na Tha

Deewana Ban Gaya

Kab Kaise Aur Kya

Afsaana Ban Gaya

Na Tujhe Hai Khabar

Na Mujhe Hai Magar

Jaane Kab Kaise Dil Mil Gaya

Deewani Main Ho Gayi

Deewana Main Ho Gaya

Deewani Main Ho Gayi

Deewana Main Ho Gaya

Deewana Tu Na Tha

Deewana Ban Gaya

Kab Kaise Aur Kya

Afsaana Ban Gaya


Jadoo Nigahon Ka Teri

Mujhpe Asar Kar Gaya Hai

Jadoo Nigahon Ka Teri

Mujhpe Asar Kar Gaya Hai

Dil Deewana Tumhara

Wada Koi Kar Gaya Hai

Maine Maana Meri

Jaan Maine Maana

Dil Jo Bola Wohi Kar Diya

Deewani Main Ho Gayi

Deewana Main Ho Gaya

Deewani Main Ho Gayi

Deewana Main Ho Gaya

Deewana Main Na Tha

Deewana Ban Gaya


Dhadkane Sun Rahi Hai

Dhadkano Ki Zubaan Ko

Dhadkane Sun Rahi Hai

Dhadkano Ki Zubaan Ko

Aisa Haseen Ho Nazara To

Kaise Na Armaan Jawan Ho

Tere Bin Ek Pal Nahin Jeena

Maine Yeh Faisla Kar Liya

Deewani Main Ho Gayi

Deewana Main Ho Gaya

Deewani Main Ho Gayi

Deewana Main Ho Gaya

Deewana Main Na Tha

Deewana Ban Gaya

Kab Kaise Aur Kya

Afsaana Ban Gaya

Na Tujhe Hai Khabar

Na Mujhe Hai Magar

Jaane Kab Kaise Dil Mil Gaya

Deewani Main Ho Gayi

Deewana Main Ho Gaya

Deewana Main Ho Gaya.

No comments:

Powered by Blogger.