Ads Top

Dil Gaya Tumne Liya Lyrics

Dil Gaya Tumne Liya Lyrics

Dil Gaya Tum Ne Liya Ham Kya Karen, Ham Kya Karen

Janevali Chiz Ka Gam Kya Karen, Gam Kya Karen

Baksh Dena Pyar Ki Gustakhiyan

Baksh Dena Pyar Ki Gustakhiyan

Dil Hi Qabu Main Nahin, Ham Kya Karen, Ham Kya Karen

Dil Hi Qabu Main Nahin, Ham Kya Karen, Ham Kya Karen

Janevali Chiz Ka Gam Kya Karen, Gam Kya Karen

Dil Gaya Tum Ne Liya

Ek Saghar Par Hai Apni Zindagi

Ek Saghar Par Hai Apni Zindagi

Rafta Rafta Is Se Bhi Kam Kya Karen, Kam Kya Karen

Rafta Rafta Is Se Bhi Kam Kya Karen, Kam Kya Karen

Janevali Chiz Ka Gam Kya Karen, Gam Kya Karen

Dil Gaya Tum Ne Liya

Kahte Hain Ahal-e-sifarish Mujhse Add

Kahte Hain Ahal-e-sifarish Mujhse Add

Teri Qismat Hai Buri Ham Kya Karen, Ham Kya Karen

Teri Qismat Hai Buri Ham Kya Karen, Ham Kya Karen

Janevali Chiz Ka Gam Kya Karen, Gam Kya Karen

Dil Gaya Tum Ne Liya Ham Kya Karen, Ham Kya Karen.

No comments:

Powered by Blogger.