Ads Top

Faani Dayar Lyrics

Faani Dayar Lyrics

Goonjti Hai Jo Seenay Mein Kahin

Goonjti Hai Jo Seenay Mein Kahin

Dabi Khamoshiyan

Sargoshiyan Jalti Tishnai

Yahan Jo Aaj Hai Wayi

Saans Hai Jee Loon Zindagi


Pee Jaa Dariya Saare,

Chakle Chaand Sitaare

Pee Jaa Dariya Saare,

Chakle Chaand Sitaare

Takiya Baadal Ka Hai,

So Ja Pankh Pazaare

Amrit Ghat Mein

Koont Hazaar Dokha

Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai


Hai Talaash Jiski Talaash,

Woh Hai Kahan Dhunda Jahan

Meri Aarzoo Meri Justuju,

Main Kaun Hoon Aur Hoon Kahan

Hai Talaash Jiski Talaash,

Woh Hai Kahan Dhunda Jahan

Meri Aarzoo Meri Justuju,

Main Kaun Hoon Aur Hoon Kahan


Pee Jaa Dariya Saare Saathi,

Chakle Chaand Sitaare Saathi

Takiya Baadal Ka Le Ke Tu,

So Ja Pankh Pasaare Saathi

Pee Jaa Dariya Saare Saathi,

Chakle Chaand Sitaare Saathi

Takiya Baadal Ka Le Ke Tu,

So Ja Pankh Pasaare Saathi

Soch Le Yeh Kahani Teri

Soch Le Hai Rubaani Teri

Tu Hi Banda Tu Hi Maula Tera

Anhat Teri Kismat

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai


Ek Khwaab Hai Soya Hua,

Aadha Sa Woh Jaaga Hua

Main Kaun Hoon Iss Neendh Ki,

Aagosh Mein Khoya Hua

Ek Khwaab Hai Soya Hua,

Aadha Sa Woh Jaaga Hua

Main Kaun Hoon Iss Neendh Ki,

Aagosh Mein Khoya Hua


O Bande

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai

Dokha Sab Sansaar Faani Dayar Hai


Hai Talaash Jiski Talaash,

Woh Hai Kahan Dhunda Jahan

Meri Aarzoo Meri Justuju,

Main Kaun Hoon Aur Hoon Kahan

Ek Khwaab Hai Soya Hua,

Aadha Sa Woh Jaaga Hua

Main Kaun Hoon Iss Neendh Ki,

Aagosh Mein Khoya Hua


Aankhon Mein Meri Jaaliyan

Aur Tez Dum Bharti Hui

Yaadon Ki Dhundali Aandhiyan.

No comments:

Powered by Blogger.