Ads Top

Hairat Zada Hoon Main Lyrics

Hairat Zada Hoon Main Lyrics

Hairat Zada Hoon Main,

Kya Dekhta Hoon Main

Jaana Hua, Pahchana Hua,

Ye Kon Aa Gaya

Waisa Hi Rang Hai,

Waisa Rup Hai

Dekha Hua Samjha Hua,

Ye Kon Aa Gaya


Barso Se Is Dilruba Ki,

Taswir Dil Mein Saji

Murat Ye Hai Usi Ke,

Sanche Mein Dhali

Jispe Fida Hoon Main,

Jise Poojta Hoon Main

Lekar Yaha Phir Uski Adda,

Ye Kon Aa Gaya


Uski Khusbu Hawao Me Bikhri,

Uski Garmi Hai Mahol Mein

Do Dil Yahi Pe Bandhe The,

Wafa Ke Khol Mein

Manjar Saje Saje

Mujhse Ye Puchte

Lekar Tujhe Phir Is

Jagah Ye Kon Aa Gaya

Hairat Zada Hoon Main,

Kya Dekhta Hoon Main

Jaana Hua, Pahchana Hua,

Ye Kon Aa Gaya.

No comments:

Powered by Blogger.