Ads Top

Hawa Hawai Lyrics


Aka Chiki Laki

Chiki Chiki Laki Chu

Raap Chiki Laki

Chiki Chiki Laki Chiki Chu

Aka Chiki Laki

Chiki Chiki Laki Chu

Raap Chiki Laki

Chiki Chiki Laki Chiki Chu


Main Khwabo Ki Shehjadi,

Main Hoon Har Dil Par Chhayi

Ho, Main Khwabo Ki Shehjadi,

Main Hu Har Dil Pe Chhayi

Badal Hai Meri Julfe,

Bijali Meri Angdayi

Bijali Girane Mai Hu Aayi

Bijali Girane Mai Hu Aayi

Kehte Hain Mujhko Hawa Hawayi


Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi


Bijali Girane Main Hu Aayi,

Ho Bijali Girane Mai Hu Aayi

Kehte Hain Mujhko Hawa Hawayi


Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi


Samjhe Kya Ha Nadano,

Mujhko Bholi Naa Jano

Mai Hu Sanpo Ki Rani,

Kanta Mange Naa Pani

Sagar Se Moti Chhinu,

Dipak Se Jyoti Chhinu

Patthar Se Aag Laga Lu,

Sine Se Rat Chura Lu

Han Chura Lu, Chura Lu,

Han Han Chura Lu

Jinon Jo Tumne Bat Chhupayi,

O Jano Jo Tumne Bat Chhupayi

Kehte Hain Mujhko Hawa Hawayi


Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi

Bijali Girane Main Hu Aayi,

Kehte Hain Mujhko Hawa Hawayi


Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi

Layi Rangin Afsane,

Too Bhi Sun Le Divane

Aa Dil Mein Halchal Kar Du,

Aa Tujhko Pagal Kar Du

Meri Aankho Mein Jadu,

Meri Sanso Mein Khushbu

Jab Meraa Yeh Tan Lachke,

Jaye Naa Koyi Bachke

Koyi Bachke, Bachke Bachke,

Han Han Ji Bachke

Surat Hi Maine Aisi Payi

Surat Hi Maine Aisi Payi

Kehte Hain Mujhko Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi


Bijali Girane Main Hoon Aayi,

Kehte Hain Mujhko Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi Hawa Hawayi

Hawa Hawayi.

No comments:

Powered by Blogger.