Ads Top

Hum Jaise Tanha Logon Ka Lyrics

Hum Jaise Tanha Logon Ka Lyrics

Jo Puchhata Hain Koi

Surkh Kyon Hain Aaj Aankhen

To Aankh Malke Main

Kehta Hoon Raat So Na Saka

Hazaar Chaahu Magar

Ye Na Keh Sakunga Kabhi

Ke Raat Rone Ki Khwahish

Thi Magar Ro Na Saka


Hum Jaise Tanha Logon Ka

Ab Rona Kya Muskaana Kya

Hum Jaise Tanha Logon Ka

Ab Rona Kya Muskaana Kya

Jab Chaahanewala Koi Nahin

Jab Chaahanewala Koi Nahin

Phir Jeena Kya Mar Jaana Kya

Hum Jaise Tanha Logon Ka

Ab Rona Kya Muskaana Kya


Sau Rang Mein Jisko Socha Tha

Sau Roop Mein Jisko Chaaha Tha

Sau Rang Mein Jisko Socha Tha

Sau Roop Mein Jisko Chaaha Tha

Sau Roop Mein Jisko Chaaha Tha

Wo Jaane Ghazal To Rooth Gayi

Ab Uska Haal Sunaana Kya

Wo Jaane Ghazal To Rooth Gayi

Ab Uska Haal Sunaana Kya

Jab Chaahanewala Koi Nahin

Jab Chaahanewala Koi Nahin

Phir Jeena Kya Mar Jaana Kya

Hum Jaise Tanha Logon Ka

Ab Rona Kya Muskaana Kya


Aawaaz Kisiko De Lekin

Ek Naam Tumhara Honton Par

Aawaaz Kisiko De Lekin

Ek Naam Tumhara Honton Par

Ek Naam Tumhara Honton Par

Har Shakal Se Ubharo Tum Hi Tum

Yu Khud Ko Magar Behalana Kya

Har Shakal Se Ubharo Tum Hi Tum

Yu Khud Ko Magar Behalana Kya

Jab Chahanewala Koi Nahin

Jab Chaahanewala Koi Nahin

Phir Jeena Kya Marr Jaana Kya

Hum Jaise Tanha Logon Ka

Ab Rona Kya Muskaana Kya


Raaaton Ka Safar Hain Din Ke Liye

Aur Dil Mein Tamanna Raaton Ki

Raaaton Ka Safar Hain Din Ke Liye

Aur Dil Mein Tamanna Raaton Ki

Aur Dil Mein Tamanna Raaton Ki

Jab Paon Mein Raaste Kho Jaaye

Phir Rukna Kya Ghar Jaana Kya

Jab Paon Mein Raaste Kho Jaaye

Phir Rukna Kya Ghar Jaana Kya

Jab Chahanewala Koi Nahin

Jab Chahanewala Koi Nahin

Phir Jeena Kya Mar Jaana Kya

Hum Jaise Tanha Logon Ka

Ab Rona Kya Muskaana Kya


Jab Chaahanewala Koi Nahin

Jab Chaahanewala Koi Nahin

Phir Jeena Kya Mar Jaana Kya

Hum Jaise Tanha Logon Ka

Ab Rona Kya Muskaana Kya.

No comments:

Powered by Blogger.