Ads Top

Insaan, Khuda Ya Jesus Lyrics

Insaan, Khuda Ya Jesus Lyrics

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain

Kain Naam Bolkar Bhi

Ik Naam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain


Karta Hain Jab Poojari

Geeta Pathan Jubaan Se

Karta Hain Jab Poojari

Geeta Pathan Jubaan Se

Aalin Wahin Rab Ka

Paigaam Bolta Hain

Aalin Wahin Rab Ka

Paigaam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain


Kaashi Mathura Jaakar

Insaan Makka Aakar

Kaashi Mathura Jaakar

Insaan Makka Aakar

Apni Kiye Karaye

Harkaam Bolta Hain

Apni Kiye Karaye

Harkaam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain


Ye Jaante Huye Ki

Khamoshi Hain Ibadat

Ye Jaante Huye Ki

Khamoshi Hain Ibadat

Insaan Jaane Kyun Phir

Belagaam Bolta Hain

Insaan Jaane Kyun Phir

Belagaam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain

Kain Naam Bolkar Bhi

Ik Naam Bolta Hain

Insaan, Khuda Ya Jesus

Yaa Raam Bolta Hain..

No comments:

Powered by Blogger.